Monday, 20 February 2017

Alwida

sham dhalte hi.. Bas ankho me ansu ajate hai..
Pura din sabko hasate hasate aur khud jhuth
muth haskar Raton me yun tanha hokar rona
bahut dard pahuchata hai.. Bas kal iss drd se
chhutkara mil hi jayega...yun raato ko uth uth k
jaag k rona ab mere baska nhi raha main haar sa
gaya hu.... chala jaunga kal tumse bahot dur...
waada kro kabhi rovogi nhi tum... waada kro
hmesha khush rhogi.. :'(
Janta hu tum meri kabhi nhi ho skti... par kya kru
main ye dil maanne ko tyar hi nhi hai..... din me
pta nhi kitni baar teri toot k yaad aati hai.....
akele me bahot rota hu...
bas kal aakhiri din hoga ab ye sab rona dhona
bnd ho jayega... shayd tumhe psnd nhi hu main...
nhi dekhogi ab tum mujhe kabhi...
Ye jaan gaya hu main koi nhi hai mera...
Jaa raha hu kabhi na laut k aane k liye...
Alwida.... :'(

No comments:

Post a Comment