Wednesday, 22 February 2017

Main chala jaunga

Wada hai teri zindagi se main
chala jaunga.
Ek baar ji bhar ke dekhlun main
tujhe to main chala jaunga..
Is tarha berukhi kyun krte ho tum
achanak
Mujhe wajah batado to khud hi
main chala
jaunga.
Phir kabhi palat ke na dekhunga
main
tujhe....
Jee bhar ke tujhe dekhlun to
mainchala jaonga...
Main laut ke na kabhi aaonga ab ye
wada
raha....
Mudh ke to mujhe dekhlo ek baar
main
chala jaunga....
Mera naam lena bhi ab tumhe
gawara
nahi....
Dil se mujhe pukar lo to main
chala jaunga
Mujhse zyada tujhe aur kaun
chahega
jahan mein....
Rok lo zara mujhe aaj warna
mainchala
jaunga
Tere aankhon ki nami, hoton ki
khamoshi sab keh gayi.
Jee bhar ke pyaar karlo mujhe
main chala jaunga..
Bin tere jee sakun yeh soch nahi
sakta
MERI JANNAT.....
Zindagi se ruthke, maut ke saath
main
chala jaunga

No comments:

Post a Comment