Monday, 20 February 2017

Pagal ho jata hu

teri yaad me iss kadar peeta
hu k pee pee k pagal ho jata
hu....naa din ka pta naa raat
ka pta ...... hosh me nhi hota
hu.... . lekin tune mujhe kabhi
samjha hi nhi......kya main
tujhse pyar nhi krta tha......
kya kmi thi mere pyar me.....
lekin tune mujhe ek baar bhi
apna nhi samjha..... yaar
tujhse itna pyar krta hu..... ke
tere bina naa khana khata
hu.....bas nashe nashe me
pta
nhi kya hota hai ....ab bhi
nashe me hu..... kash tu ek
baar mujhe samjh paati
kash..... itna pyar kiya tujhse
aur aakhir me mila kya bas
teri judai.... fir bhi thik hai teri
judai ka gum bhi seh
lunga.....
lekin teri yaade pagal bna deti
hain.......aaj tak main ek baat
nhi samjh paya ki aakhir galti
kya thi.....
har waqt rota rehta hu .....ho
sake to wapis loat aa....main
tera ab bhi intezar krta hu.

No comments:

Post a Comment