Sunday, 19 February 2017

Tumhara vaada

yaad hai ek baar tumne mere
hath par apna haath rakh kar
kasam khai thi mera saath
kabhi nhi chode gi mene
bhi kaha tha mar jaunga
magr tere siva koi meri
zindagi me nahi aayegi
me apna vaada aaj b nibha
raha hu magr tum apna
vaada tod gayi beech raah
me akela chor gayi taklif
me toh tum bhi ho or mujhe
bhi pyar ke jalte hue saagar
me chor gayi kaise jiyunga
tere bina  kabhi socha
tumne jo ek pal nahi reh
paata tha vo umar bhar kaise
rahega

No comments:

Post a Comment