muje ab nind ki talash nahi"ab raaton ko jaagna acha lagta hai"muje nahi malum ki wo meri kismat me hai ya nahi"magar khuda se use mangna acha lagta hai"jane muje haq hai ya nahi par uski apni jaan se jayda parvaah karna acha lagta hai"usse pyar karna sahi hai ya nahi par iss ehsaas ko jeena acha lagta hai"kabhi hum sath honge ya nahi par ye khwaab dekhna acha lagta hai"dil ko behlaya bhut bar par ye manta nahi"sayad esko bhi uske liye dadkna acha lagta hai....?
No comments:
Post a Comment