Wednesday, 22 March 2017

Kasam Ne Bandh Rakha Hai....

Msg toh bahot krna chahta
hu tumhe... par kya
kru ksm ne baandh rkha
hai... agr ye ksm
bhagwaan ki li hoti toh
kabka tod chuka hota....
par ksm ksm bhi tumhari le
rkhi hai maine...
main tujhse itna chahta tha
ki tum saath rho....
waada tumne bhi kiya tha...
km se km apna
waada toh nimbha do...
kitne din ho gye baat
kiye... kya tujhe yaad nhi
aati meri...

No comments:

Post a Comment