teri zindagi se bahut door chale jaana hai
phir na laut kar is duniya mein aana hai,
bas ab bahut hua ........................
ab kisi ka bhi chehra is dil mein kabhi nahin basana hai ........................ ..
tumhari zindagi mein ab main nahi
tumhari zindagi mein ab koi or sahi
par mere dil mein tum hamesha rahogi
mera adhura khwab banakar ...........................
Monday, 20 March 2017
teri zindagi se bahut door chale jaana hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment