Guzare waqt ki ek kahani yaad hai...
Uski di har ek nishani yaad hai....
Vo bato bato me muskurati kabhi...
Kuch kahte kahte bhul jati kabhi...
Kabhi khatm na hoti thi baten jiski...
Aaj un khamoshiyon ki jubani yaad hai...
Guzare waqt ki ek kahani aaj bhi yaad hai.....
No comments:
Post a Comment